HOW TO DELETE ALL TWEETS OF TWITTER IN ONE CLICK-tweeter ke tweets ko ek click-sath delete kare

Twitter me ek Sath delete Kare Sabhi tweet
Hey this is abhishek mai is post me bataunga ki app kaise ek sath twitter ke sabhi twitts ko delete kar sakte hai.
Kai Aise Twitter user hai, jo Ek Din Ma cai cai tweet karte hain. Halaki Twitter par post history ko delete karna Aasan tha lekin abhi Twitter par Sabhi twitts ko ek Sath delete Karne Ki Suvidha filhaal nahi hai. Agar Sabhi tweets ko ek Sath delete karna chahte hain to third party tools ka istemal karna hoga. "Twittedelete" Ek aisa Hi tool hai jis ki madat se ek sath 3200 twitt ko Delete kiya Ja sakta hai.

twitter ke tweets ko ek sath delete kare


 FOLLOW THESE STEPS:
step 1 : Sabse pahle tweetdelete ke home page per jaye-
www.tweetdelete.net


Step 2 -Site open karne ke baad Twitter ke saath sign-in karna hoga Sathi is a Apne Twitter account ko access dene ke liye permission Dena hoga .
step 3-
Yahan checkbox Mein schedule ko active karne se pehle purane tweet to delete Karne ka option aayega, aap checkbox per mark karde uske baad Phir active Twittedelete per click kare.
step3-
Jab ya prakriya Puri Ho Jaye Toh Apne Twitter account ko open kare Phir settings me jane ke baad privacy >apps Mein Jaaye. yahan par tweet delete ke liye aapko access Dena hoga. ishqbaad purane tweet ko ek Sath delete kar sakte hain, ya phir automatic tweet delete ke liye schedule bana sakte hain.

In steps ko follow karke aap Twitter ke sabhi tweet ko ek Sath delete kar sakte hain . Agar aapko achha laga Toh Apne Dosto ke sath zaroor share kare.
Previous
Next Post »